Shayari

Gumsum hai Mausam or yeh khayal

Chaye hai badal hazaron aas pass

Suna hai dil or hai betaab 

Sunne ko Teri baatein hazaar

Manzil hai dur aur waqt nhi hai pass

Sochta hai mnn ho kar betaab

Hattenge kb yeh badal hazaar

Barsega kb asmaan se pyaar

Hoga kb yeh Mausam saaf....

Hoga kb yeh Mausam saaf....

Comments