Posts

Shayari

Gumsum hai Mausam or yeh khayal Chaye hai badal hazaron aas pass Suna hai dil or hai betaab  Sunne ko Teri baatein hazaar Manzil hai dur aur waqt nhi hai pass Sochta hai mnn ho kar betaab Hattenge kb yeh badal hazaar Barsega kb asmaan se pyaar Hoga kb yeh Mausam saaf.... Hoga kb yeh Mausam saaf....